|
Allah Hu Allah Hu
Rah Ke Pardo Me Too
Jalwa Aara Huwa
Bas Ke Aankho Me
Aankho Se Pardah Kiya
Aankh Ka Pardah,
Pardah Huwa Aankh Ka
Bund Aankhe Huwi To
Nazaar Ayaa Too
Allah Hu Allah Hu
Allah Hu Allah Hu (X2)
Kabaa-E-Kabaa He
Kabaa Dil Mera
Kabaa Pathar Ka Dil
Jalwa Gaahe Khuda
Ek Dil Par Hazaaro Hi
Kaabe Khuda
Kaaba-E-Jaan-O-Dil
Kaaba Ki Aarazoo
Allah Hu Allah Hu
Allah Hu Allah Hu (X2)
Kohn Tha Jis Ne
Subhani Farmadiya
Aur Maa Azam Shaani
Kis Ne Kahaa
Ba Yazeed Aur Bustaam
Me Kohn Tha
Kub Anal Haqq Thi
Mansoor Ki Guftagoo
Allah Hu Allah Hu
Allah Hu Allah Hu (X2)
Ya Ilahi Dikha Hum
Bhi Wo Din Bhi Too
Aabe Zam Zam Se Kar
Ke Haram Me Wuzu
Ba Adab Shouq Se
Baith?Kar Qibla Rooh
Mil Ke Hum Sub Kahe
Yak Zubaan Hoo Bahoo
Allah
Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu (X2)
Me Ne Maana Ke Haamid
Gunahgaar He
Ma?Siyat Kaish He Aur
Khatakaar He Mere Maula Magar
Too To Ghaf?Far He
Kahti Rahmat He Mujrim Se Laa Taqnatu
Allah
Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu (X2) |