|
Muhammad
Mustafa Noore Khuda
Muhammad Mustafa Noore Khuda Name Khuda Tum Ho
Shae Khairul Wara
Shaane Khuda Salle Alaa Tum Ho
Shakebe Dil Karare
Jaa Muhammad Mustafa Tum Ho
Tabeebe Darde Dil Tum
Ho Mere Dil Ki Dawa Tum Ho
Ghareebo Dard Mando
Ki Dawaa Tum Ho Duaa Tum Ho
Faqeero Be Nawazo Ki
Sada Tum Ho Nida Tum Ho
Habeebe Kibriya Tum
Ho Imaamul Ambiya Tum Ho
Muhammad Mustafa Tum
Ho Muhammad Mujtaba Tum Ho
Me Sadqe Ambiya Ke
Yoo To Sub Mahboob He Lekin
Jo Sub Pyaaro Se
Pyaara He Woh Mahboobe Khuda Tum Ho
Tumhare Husno Rangeen
Ki Jhalak He Sub Hasino Me
Baharo Ki Bahaaro Me,
Bahaare Jaan Fiza Tum Ho
Na Ho Sakte He Do
Awal Na Ho Sakte He Do Aakhir
Tum Awal Aur Aakhir
Ibtidaa Tum Intihaa Tum Ho
Khuda Kehte Nahi
Banti Juda Kehte Nahi Banti
Khuda Par Us Ko Chora
He Wahi Jaane Ke Kya Tum Ho
Anaa Min
Haamid-O-Haamid Raza Min?Ni Ke Jalwo Se
Bi Hamdilla Raza
Haamid He Aur Haamid Raza Tum Ho |