|
Kaak Sooraj Se
Andehro Ka Izalah Hoga
By Janab Khalid
Mahmood Khalid
Kaak Sooraj Se
Andehro Ka Izalah Hoga
Aaap Aye Tho Mere
Ghar Me Ujaala Hoga
Hashr Me Hogah Who
Sarkaar Ke Jandhe Ke Thale
Mere Sarkaar Ka Jo
Chahne Wala Hoga
Isqh-E Sarkaar Ki Ek
Sham?Ma Jalaalo Dil Me
Baad Marne Ke Lehad
Me Bhi Ujalaa Hoga
Jab Bhi Maangho To
Waseele Se In?Hi Ke Maangho
Is Waseele Se Karam
Aur Do Baala Hoga
Hashr Me Is Ko Bhi
Seene Se Lagaa?Yenge
Huzoor Jis Ghuneghaar
Ko Har Ekh Ne Taala Hoga
Mahe Tayba Ki Tajalli
Bhi Niraali Hogee
Aap Ke Gard Bhi
Ashaab Ka Haala Hoga
Silah Naat Nabi
Paayega Jis Din Khalid
Who Karam Dekhna Tum
Dekhne Walaa Hoga |