Home Contact Us

 

Miscellaneous Text Naat
mehfil-e-naats
Owais Raza Qadri Naats Owais Owais Naat
raza owais qadri
 

Madani Madine Waale

By Maulana Mohammed Ilyaas Attaar Qadri  

Mujhe Dar Pe Phir Bulaana Madani Madine Waale

Mahe Ishq Bhi Pilaana Madani Madine Waale 

 

Teri Jab Ke Deed Hogee Jabhee Meri Eid Hogee

Meri Kwaab Me Tum Aana Madani Madine Waale 

 

Mujhe Sub Sataa Rahe He Mera Dil Dukhaa Rahe He

Tum Hi Hoslaa Barhaana Madani Madine Waale 

 

Kabhi Joki Moti Roti To Kabhi Kujooro Paani

Tera Aysa Saadah Khaana Madani Madine Waale 

 

He Chataa?I Ka Bichoona Kabhi Khaak Hi Pe Sona

Kabhi Haat Ka Sarhaana Madani Madine Waale 

 

Teri Saadghi Pelaakhon Teri Aa?Jazi Pelaakhon

Ho Salaam Aajizaana Madani Madine Waale 

 

Meri Aadatein Ho Behtar Bane Sunnato Kapekar

Mujhe Muttaqi Banana Madani Madine Waale 

 

Shaha Aya Jazba Paa?On Ke Me Koob Seek Jaa?On

Teri Sunnate Sikhaana Madani Madine Waale

Madani Madine Waale 

 

Mere Ghous Ka Waseela Rahe Shaad Sab Qabeela

Unhi Khuld Me Basaana Madani Madine Waale

Madani Madine Waale 

 

Meri Aane Waali Nasle Tere Ishq Hi Me Matchle

Unhi Nek Tum Banana Madani Madine Waale

Madani Madine Waale 

 

Mile Sunnato Ka Jazba Meri Bhaa?I Chore Maula

Sabi Daariya Mundaana Madani Madani Waale

Madani Madine Waale 

 

Meri Jis Qadar Me Behne Kabi Burqa Pehne

Ho Karam Shah?E Zamaana

Madani Madine Waale Madani Madine Waale 

 

Teri Gum Me Kaash Attaar Rahe Har Ghari Ghiriftaar

Game Maal Se Bachaana Madani Madine Waale

Madani Madine Waale 

 

 

holy quran
awais raza qadri muhammad awais raza qadri qadri awais
 
Copyright © www.alhajowaisrazaqadri.com 2008 All Rights Reserved