|
Ya Rabb Mujhe
Deewana Madina Ka Bana De
By Maulana
Mohammed Ilyaas Attaar Qadri
Ya Rabb Muje Deewana
Madina Ka Bana De
Peecha Meri Dunya Ki
Muhabbat Se Chorade
Rota Ho Jis Dam Me
Dar?E Aqaa Pe Pohonchoo
Is Waqt Mujhe Jalwa?E
Mahmoob Dikha De
Behti Rahe Har Waqt
Jo Sarkaar Ke Gum Me
Roti Howee Woh Aankh
Muje Mere Khuda De
Imaan Pe De Maut
Madine Ki Ghali Me
Madfan Mera Mahboob
Ke Qadmo Me Banade
Deta Hoon Tujhe Wasta
Me Pyaare Nabi Ka
Ummat Ko Khuda Ya
Rahe Sunnat Pe Chalaa De
Allah Mille Hajj Ki
Aisi Saal Sa?Adat
Ataar Ko Phir Rouza
Mahboob Dikha De
Ya Rabb Muje Deewana
Madina Ka Bana De
Sehra?E Madina Mujhe
Aankhon Se Dikha De |