|
Noorani
Darbaar Madine Waale Ka
Har Sooe Izhaar
Madine Waale Ka
Noorani Darbaar
Madine Waale Ka
Le Ke Chalo Ab Mujh
Ko Madine Leke Chalo
Me To Hoon Bimaar
Madine Waale Ka
Mujhko Hoga Naaz Ke
Jab Ye Logh Kahe
Ye Manghta He Sarkaar
Madine Waale Ka
Le Ke Chalo Ab Mujh
Ko Madine Leke Chalo
Me To Hoon Bimaar
Madine Waale Ka
Mere Dil Ki Yehi Ekh
Tamanna He
Ke Hojaye Didaar
Madine Waale Ka
Meri Dua He Mehfil Me
Moujood He Jo
Sab Dekhe Darbaar
Madine Waale Ka
Le Ke Chalo Ab Mujh
Ko Madine Leke Chalo
Me To Hoon Bimaar
Madine Waale Ka
Jannati He Woh
Jannati He Who Jannati
Jis Ke Dil Me Pyaar
Madine Waale Ka |